 |
ACHHA***GTA.....HAI
11:47 PM on Thursday, July 9, 2009
===========ACHHA..***GTA...HAI.======================doobte hooye sooraj ko, nehaarna achha lagta hai.harr adda pe, ghamm ka machall jaana achha lagta hai.teri shokheeyuon se uth-ta rahe, dill ka dhooan,oomar-e-kammsin, aaisa kuchh hona achha lagta hai.do gaam challe, aur dee unn ko aawaaz, leikin,fallsaffa piyyar ka, sabo ko, puraana achha lagta hai.bast-basti aur shair-shair mein, khushboo thi unn ki,arry jawaani guzzar gayee, magar aazmana achha lagta hai.harr shaakh pe bahaar aati hai, yeh sunna tha,harr shaakh pe, phool uggana , achha lagta hai.meri naadaaniyuon pe tarrass khaane ka waqqat, guzzar geya,khudda ke hazzoor mein sach batlaana achha lagta hai.kal gali mein ik shor tha, toote dil waaluon ka,khudda ka unn pe , yeh nazraana achha lagta hai.hussan-o-ishaqq kirooh-daad ab be-kaar hai, samanjhh lo,sar-ebazzam mein, apna aachal sarkaana achha lagta hai.be-baaq hussan aur shaam thi, kaali ghatta ke saath,chalo aaj ;; naaz;; ni nazzroun se mar jaana achha lagta hai.mujhhe maaloom nahin meri kismat mein kya hai...naaz...maggar harr gadi tummhein khudda se maangna achha lagta hai.===============n a a z=============
|