=======KAMSIN...JAWAANI======
===================================
garr too meri deewani ho jaaye.
harr shaam suhaani ho jaaye.
aao gharr bassaein kaih-kashaan mein,
sar-e-zameen saari veerani ho jaaye.
charche houn kalliyuon aour shabnamm ke,
harr phool apni kahaani ho jaaye.
na naam rahe kissi be-waffayee ka,
yeih qissa yuon-hi zabbaani ho jaaye.
khazzaan ke toote pattuon ka ya - rabb,
harr bashar qadar-daani ho jaaye.
tere jalwe hussan-o-zullaff ke tammaam,
bhooli bisrri kahaani ho jaaye.
ab raatoun ko taare ginn-ne chhod do,
harr subha raat ki nishaani ho jaaye.
tannhaayee mein unn ki yaad ka aalamm,
garr zindgi ki meiharbaani ho jaaye.
khushi ka dour harr gharri harr pall,
chamm-e-purashaqq se aana-kaani ho jaaye.
laazem nahin, ke chhoo lein tere
hassein labb,
tere ;;naaz;; ki kammsin jawaani
ho jaaye......
===============naaz========