=====koun ...karre=============
==============================
zindgi ke hassein lammhoun ka, ab intazzaar koun karre.....
teri zullaff ke ;;khamm;; ka, ab aitbaar kou karre...
waffa wale tou bahout deikhein houn gein, tumm ne zamaane mein...
be-waffaoon ke saathkarre you, ab piyaar koun karre....
qiyamat se paihley, qiyamat ka zekkar be -meinni hai....
qaddam-qaddam pe aankh ko, ab sow0gawaar koun karre....
ham pujjaari the unn ke, jo gairroun ke galle ka haar hooye...
aour jo gair houn onn ko, ab sharam-saar koun karre....
kall woh aaye the mere qareeb, maggar kuchh gumm0summ se....
tou unn ki khaamosh zabbaan se, ab takkrraar koun karre...
meri aahein aour onn ki yaaddein be-bass hain douno...
yuon dil ki dhharrkkanoun ko, ab be-qarraar koun karre...
issi souch mein doobe rahe, aou raat beet gayee....
ke apni paihli mohabbat ka paihla, izzhaar koun karre...
bhattaknne do andherroun mein, iss dill ko yuon-hee tammaam oomar...
unn ke geissoun ke ;;shikkan;; ko roshan, ab baar-baar koun karre....
koi naam na mill sakka, abtak tere-mere rishte ko;;naaz;;...
phir zulaff ki khaatir, apni zindgi ko,ab tar-tar koun kare......
=============================
naaz
====================