=====BANN... .KEY===== ========= =
============ ========= ========= =
bann key dharrkkann,
dil mein chali aati ho.
bann key khushboo,
saanssoun mein chali aati ho.
bann key paani,
aankhoun mein chali aati ho.
bann key ghazzall,
zabbaan pey chali aati ho.
bann key sangeet,
kaannounmein chali aati ho.
bann key soorajj,
dinn mein chali aati ho.
bann key chaand,
raatoun mein chali aati ho.
bann key hawwaah,
fizzaa mein chali aati ho.
bann key kissmatt,'
lakeeroun mein chali aati ho.
bann key zinddgi,
rooh mein chali aati ho.
bann key ;nashaa;;,
jaam mein chali aati ho.
bann key ;tabbussumm,
hountuon pey chali aati ho,
bann key rangg,
tasveerruon mein chali aati ho.
bann key manzzill,
raahoun mein chali aati ho.
bann key kashtti,
laihrruon mein chali aati ho.
bann key ;bahaar;,
phoolloun mein chali aati ho.
bann key ;khazzaan;,
tinnkkoun mein chali aati ho.
bann key ;;jobbann;;,
;naazneenuon mein chali aati ho
bann key aawaaz,
paayyall mein chali aati ho.
bann key ;khummaar;,
niggaahoun mein chali aati ho.
bann key rawwaani,
naddiya mein chali aati ho.
bann key khannakk,
choorriyuon mein chali aati ho.
bann key bhanwwarra,
kalliyuon mein chali aati ho.
bann key yaaddein,
;tassawwarr mein chali aati ho.
bann key chammakk,
bijjli mein chali aati ho.
bann key aansoo,
moujjoun mein chali aati ho.
bann key subhaa,
baad-e-sabhaa mein chali aati
ho.
bann key ;ujjaala;,
chirraaghuon mein chali aati ho
bann key shamma,
parwaanuon mein chali aati ho.
bann key ;gullaab;,
kaantuon mein chali aati ho.
bann key piyaas,
baaddlloun mein chali aati ho.
bann key jaffa,
waffa mein chali aati ho.
bann key hassratt,
tarrapp mein chali aati ho.
bann key innjjaamm,
aaghaazz mein chali aati ho.
bann key saawwann,
;kassakk; mein chali aati ho.
bann key mussaffir,
pagg-danndi mein chali aati ho
bann key kaarwaan,
tinnhaayee mein chali aati ho.
bann key tooffaan,
khaamoushi mein chali aati ho.
bann key saagar,
geihraayee mein chali aati ho.
bann key prremm,
suhhaagg mein chali aati ho.
bann key kash-sh,
pallkkoun mein chali aati ho
bann key aanchall,
ghattaa mein chali aati ho.
bann key dhoop,
chhaaoun mein chali aati ho.
bann key ;rimm-jhhimm; ,
;hall-chall; mein chali aati ho
bann key kaajjall,
nazzrruon mein chali aati ho
bann key aahh ,
duaa mein chali aati ho.
bann key riffttaar,
parwaaz mein chali aati ho.
bann key naffratt,
mohabbatt mein chali aati ho.
bann key aarzzoo,
juss-tajoo mein chali aati ho.
bann key shaidd ,
kaannoun mein chali aati ho.
bann key parwaaz,
aasmaannoun mein chali aati ho.
bann key ;;maiy;;,
maih-khaanoun mein chali aati
ho.
bann key mout,
zinddggi mein chali aati ho.
bann key geet,
labboun pey chali aati ho.
bann key ;taaj;;,
;sar-taaj; mein chali aati ho.
bann key moussamm,
ommannagg mein chali aati ho.
bann key jawaani,
burrhppey mein chali aati ho.
bann key ;naaz;
addaa mein chali
aati ho.
bann key saathi,
mere saath chali
aati ho.
kya woh tumm hi ho ?
kya woh tumm hi ho ?
=========N A A Z====

