=====KUCHH SHEIR=====
----------------------------------------------------------
lakeerein mere haathoun ki,
yakka-yakk jagg-maggaati hain,
mere haathoun mein jiss lammhey,
tummhaara haath aata hai....................
-----------------------------------
aik nazzar hi aap musskarraye they,
aaj takk jagg-magga raha hoon main...............
---------------------------------------------
mere khuwaaboun ka inntakhaab lagti ho,
aap appna juwaab lagti ho,
tumm ko shaahid khabbar nahin appni,
tumm ;sarraapa; sharaab lagti ho.................
-----------------------------------
baad-e-sadda baddal gayee,aour chaandni baddal gayee,
teri harr shaiy ki rawaani baddal gayee,
mohabbat aap ki ik mourr pe jo thaihri,
murr key deikha peechhey, jawaani baddal gayee...
----------------------------------------
toofaani raat mein kall ik saaya deikha,
tujhh ko appney qareeb , main ne paaya deikha,
surrakh aachall mein aag thi barsaat ki,
dill jhullas geya, paani sarr pe aaya deikha.............
--------------------------------------
hamm ko pellaayee na kabh saaqi ne sharaab,
jab bhi jaam maanga, jhatt sey hount aage rakh deeye..............
------------------------------
bada gharroor hai tujhh ko , aai sarr-pherry toofaan,
meri bhi zedd hai ke, dariya ko paar karna hai............
------------------------------------------
kiss qaddar ulljein hain teri zullffein, mere kheyaalloun mein
oommar-e-rawwan ko zarra bullaana, ik baat baaqi hai
----------------------------------------
teri juddaayee ne meri dunniya hi baddal daali,
door jaa key bhi, tumm iss dil mein raih gaye............
------------------------------------------------------------------
=====================naaz===================
|