==AAYYEENNAA==
-------------------------------------------------------------------------------
tassawar appne labboun pe laana chaheeye.
har-haal mein bashar ko, musskraana chaheeye.
zindgi hai kash-m-kash, aour kashmakash hai zindgi,
hammein chaand taaroun ki jaanib jaana chaheeye.
dushmanni inn say karo sar-e-shaam tum,
subha paihley unn ko galley laggana chaheeye.
aa kar bass gaye hain ,iss mein log ittne,
ik dil-o-jiggar aour naya bannana chaheeye.
dosti ka hqq adda kartey , garr tumm,
mere zakhmoun ka tujhhey ,nazzraana chaheeye.
chaand-taaroun ki baatein, bilkul be-meini hain aaj-kal,
hammein taareeqyoun say,dil apna lagaana chaaheeye.
kaihtey raho aaddaab, aour aankhoun mein gham ke qessay,
dabbo kar khudd apni kashti, phir musskraana chaheeye.
garr chaaho zindgi mein , koi narggasi phool khelley,
qaddmoun tallay khaar, jiggar mein naasoor sajjana chaheeye.
aao mil kar baant lein,;;toor;; ki roshni ko hamm,
tarrap aour chammak ka, kuchh tou assar dekhaana chaheeye.
tassawar mein tere nazzakkat hai naaz ki,
deikhney ko maggar, dil ka aayyeennaa chaheeye.................
===========naaz============== |