==SHAIHD KI NADDI==
----------------------------
tere naachtey qaddmoun ki saddaa,suhaani lagti hai.
chashmm-e-nargis ka aansoo,dariya ki rawaani lagti hai.
gaisoo barppa gaye ghattaoun pe jaado,jab sar-e-shaam,
tere labboun say nikli koi naddi,shaihd ka paani lgti hai........................
--------------------------------
===koi gull-faam===============
--------------------------------------------------------------------
tabbasum ki bijllioun ka, bas yeih kaam hota hai.
tera muss-kraana meri jaan,sar-e-aam hota hai.
dariya ki rawaani,laihroun ka machallna,chaandni ka jhhurmatt,
sar-e-bazzam mein tere saath, jaise koi gull-faam hota hai...............
----------------------------------------------------------------------
==jawaani-jaam-dilbbar==
-----------------------------------------------------------------------
teriyaan zull-faan,zindgi di tez dhaar howe.
te main oss zindgi toun,be-zaar howaan.
teri dikash jawaani,ik chhallakda jaam howe,
te main oss dullde jaam da,tallab-gaar howaan...................................
---------------------------------------------
==========naaz=================== |