==SHIKAAR-E-HAYAAT==
parda uthaaya rukh say,
tou jazz-baat badaltey gaye.
challey bhi na the do qaddam,
halaat baddaltey gaye.
jalwa bhi tha mere saamne,
aour tanhaayee ka aalamm,
juwaab hamm souchtey rahey,
woh sawaalaat badaltey gaye.
baat challi kaih-kashaan ki,
tou woh khaamosh ho gaye,
;fallaqq; say tha koi waasta,
yeih baat badaltey gaye.
shabbnam ki phool pe rounaqq,
aour unn ki aik adda mein,
jaise school mein bachey,
qallam-dawaat badaltey gaye.
bahout qareeb tha main,
;id; ke roz unn ke,khuddaya,
aanchal sey appne aap ka,
woh ;niqqaab;; badaltey gaye.
guzzar gayee shabb-e-ghamm,
bass iss fikkar mein ,yaaro,
millein gein seihar mein,
bass yeihee baat badaltey gaye.
laihrroun sey poochha karte they,
kya hai maajra,
be-chain ho kiss leeye,
yeih maaloo maat badaltey gaye.
chaandni thi rawwaan-rawwaan,
aour woh bhi the be-khabbar,
meri saansoun ke rukkne ke,
bass aoqqaat badaltey gaye.
chalo, thaam lo ghamm-e-hassti ki rifftaar,
tumm do ghadi key leeye,
shaihed issi leeye woh uthh kar,
appni ;poshaakk badaltey gaye.
maayoos nahin hoon main,
appne raqqeeboun sey mil kar ,dost,
tere baank-pann ka jallwa,
aour mere saare hisaab badaltey gaye.
ghann-ghour baddlloun ki ghatta,
aour teri zullaf ke hassein dairrey,
gumm hooa aaftaab,
chaand ke din-raat badaltey gaye.
mout ne bhi keeya sajjdda,
tere dar-o-deewaar mein kal,
kittne ;;naaz;; sey tumm appna,
shikkaar-e-hayaat badaltey gaye..........
=========naaz==========
haaji dosto ki haal hai...naaz |